13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




part 13'



Aayat 7:
Tarjuma: "Aur yeh NABI,GHAIB batane me Bukheel nahin.
"Surah Taqveer ayat no 24"

Yeh jab hi hosakta hai, Jab HUZOOR
(ALEH SALAAM) ko ILM-E-GHAIB ho, aur HUZOOR
(ALEH SALAAM) logon ko is se Matle'a farma dete hon.

Mu'aalim-u-Tanzeel me isi Aayat k Ma tahet hai: Tarjuma: "HUZOOR (ALEH SALAAM) GHAIB aur Aasmani Khabron par aur in Khabron aur Qisson par Bukheel
(yani kanjos) nahin hain.
Muraad yeh hai k HUZOOR (ALEH SALAAM) k Pass GHAIB aata hai pas wo is me tum par Bukhal nahin karte Balkey tumhen Sikhate hain, aur Tum ko KHABAR detey hain, Jayse k Kaahin chupate hain, wayse nahin Chupaate". 

Refrence.
Mu'aalim-u-Tanzeel, JILD 4, PAGE no 422, Matboo'a Darul Kitaab Ul Ilmiya, Beroot)

Tafseer-e-Khazan me hai:
Tarjuma: "Muraad yeh hai k HUZOOR (ALEH SALAAM) k pass ILM-E-GHAIB aata hai, to tum par is me Bukhal nahin farmate, Balkay tum ko Sikhate hain"

Refrence.
Lubaab-u-Taaweel , Al Tanzeel Ul Ma'aroof, Tafseer-E-Khazan, JILD 4, PAGE no 357, Matboo'a Darul Ma'arfatah, Beroot)

Is Aayat-o-Ibaarat se Maaloom huwa k HUZOOR (ALEH SALAAM) logon ko ILM-E-GHAIB sikhate hain. Aur Sikhae ga wohi,
jo khud jaanta hoga.

🔛Contineu"


*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*