SABSE BAD BAKHT INSAAN KAUN HAI 46
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 "ILM-E-GHAIB"🥀* part 46' HADEES 25: SAB SE BAD BAKHT INSAAN KAUN HAI??: Imaam-e-Kabeer Muhaddis Shaheer Haafiz Hadees Abu Naeem Ahmed Bin Abdullah Asfahaani 430 Hijri me is Riwaayat k Baad likhte hain: Hazrat Ammaar Bin Yaasir (Razi ALLAH Anhu) se Riwaaayat hai, kehte hain, Mai aur Hazrat Ali (Razi ALLAH Anhu) Gazwah-e-Asheerah me hum Ruqaab the ek jagah hum ne parao kiya, wahaan hum ne chan'd choti se Khajooron ko dekha, aur un k neechay maati ki dhool par hi sogae, humen NABI-e-kareem (sallallahualayhewasallam) k siwa kisi ne bedaar na kiya, AAP tashreef lae, aur HAZRAT ALI (Razi ALLAH Anhu) k paaon ko Aahista Tatola aur Haalat yeh thi k hum Mitti se lat pat the, AAP (Sallalaho Alehe Wassallam) ne farmaya ALI utho kiya may tumhen batlaon nahin k sab se Bad Bakht kaun hai?? Ek to Qauom-e-Samoood ka woh Mard Ahmer jis ne Saleh (Aleh Salaam) ki ontni k paaon Kaate the, aur dosra woh...