MISKAAT SHAREEF 27

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




Part 27'




HADEES 4

Mishkaat Baab Fazael Syed Ul Mursaleen me Muslim se Ba Riwaayat Sobaan (Razi ALLAH Anhu) hai:
Tarjuma: "ALLAH ne mere Liye, Zameen samait di,
pas maine Zameen k Mashriqon aur Maghribon ko dekh liya". 
Refrence.
Sahi Muslim Kitaab Ul Fitan-o-Sharaet-o-Sa'at,
JILD 2, PAGE no 390, Matboo'a-e-Qadeemi, Kutub Khaana Karachi.

Sahi Muslim, JILD 4, PAGE no 2216, Raqam-ul- Hadees 2889,
Matboo'a Darul Kutub Ilmiya, Beroot)

Mirqaat Sharah Mishkaat aur sharah Shifa Ul Mulla Qaari-o- Zarqaani Sharah Muwaahib, Naseem Ur Riyaaz, Sharah Shifa me 
Hadees 4 me hai. Tarjuma: "Is Hadees ka khulasa yeh hai k HUZOOR (sallallahualayhewasallam) k liye zameen samait di gai, aur is ko aysa jama farma diya gaya, jayse ek haath me aaenay ko dekhta hai aur zameen ko is tarah sameta k Door waali ko Qareeb kar diya is k Qareeb ki taraf, yahaan tak k hum ne dekh liya un tamaam cheezon ko jo Zameen me hain"

🔛Continue"

*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*