BUKHARI KITAAB UL AATASAAM BIL KITAAB 35

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




part 35'




HADEES 13:

Bukhari Kitaab Ul Aatasaam Bil Kitaab Wa Sunna Aur Tafseer-e-Khazan me hai: Tarjuma: "Huzoor (sallallahualayhewasallam)
Mimbar par khade huway,
Pas Qayamat ka Zikar farmaya k Is se Pehle Baday Baday Waaqiyaat hain,
Phir farmaya jo Shakhs jo Baat puchna chahe Puch le,
QASAM khuda ki Jab tak Hum is jagah Yaani Mimbar par hain,
tum koi baat hum se na pucho gay magar hum tum ko is ki Khabar dengey,

ek Shakhs ne khaday ho kar Arz kiya, K mera Thikaana kahaan hai?? Farmaya Jahannum me.

Abdullah Bin Huzaifa ne khare ho kar Dariyaft kiya k Mera BAAP kaun hai??
Farmaya HUZAFA.. Phir Baar Baar farmate rahe k Pucho Pucho".. 

Refrence.
Sahi Ul Bukhari Kitaab Ul Aatasaam, Jild 2, Page no 1083, Matboo'a Qadeemi, Kutub Khaana Karachi.

Khayaal Rahey k Jahannumi Ya Jannatihona Uloom-e-Khamsa me se hai k Saeed hai ya Shakki, isi Tarah kaun kis kaa Beta hai yeh aysi baat hai k Jis ka ILM Siwae is ki Maa k aur kisi ko nahin hosakta,   Qurbaan un Nigaahon k jo k Andhere Ujaalay, Duniya-o-Aakhirat sab ko Dekhti hain..

🔛Continue"

*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*