MISKAAT SHAREEF 29

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*



part 29'




HADEES 7:

Mishkaat Baab Ul Masaajid Bariwaayat Tarmizi hai: Tarjuma:
Pas Hamare liye har cheez zaahir hogai aur Humne Pehchaan li "

Refrence.
Jaamay Sunan Tarmizi Kitaab Ul Tafseer, JILD 5, PAGE no 160, RAQAMUL HADEES 3246 Matboo'a Daarul Fikar Beroot..

Imaam
Jalaludeen 911 Hijri me likhte hain:
Tarjuma "Tibraani (Rehmatullah Aleh) ne IBN-E-UMAR (RAZI ALLAH ANHU) se Riwaayat ki Inhoney kaha k RASOOL ALLAH (sallallahualayhewasallam) ne farmaya, ALLAH AZZAWAJAL ne Saari duniya ko utha kar mere Pesh-e-Nazar kar diya, aur mai ise dekh raha hoon, aur Qayaamat tak jo kuch us me hone waala hai mai usey us tarah Waazeh tor par dekh raha hoon jayse meri yeh hatheli hai, ALLAH AZZAWAJAL ne apne NABI k liye Munqashaf farmaya, jis tarah AAP se pehle NABIYON ki taraf kiya"

📚Refrence.
Khasaesul Kubra, JIL 2, PAGE 185, Matboo'a Daarul Kutub Ilmiya, Beroot.

🔛Continue"

*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*