MISKAAT BAAB UL MASAAJID ME 37

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




part 37'




HADEES 15:

Mishkaat Baab Ul Masaajid me Abu Zar Gaffari (Razi ALLAH Anhu) se riwayet hai: Tarjuma: "Hum par Hamari Ummat k Aamaal Pesh kiye gae, ache bhi aur Bure bhi, Humne un k Achay Aamaal me woh Takleef de cheez bhi Paai jo Raaste se Hata di jae"

Refrence.
Sahi Muslim Kitaab Ul Masaajid Baab Ul Nahi An Ul Bassaaq Fil Masjid, Jild 1, Page 207, Matboo'a Qadeemi, Kutub Khaana Karachi.

Ahaadees se Saaf Saaf ILM-E-GHAIB Saaabit hai.. k Khaiber ki Jang kon Fatah karega yeh Batana GHAIB nahin to aur kiya hai??

Dosri Hadees se to ab Koi Shak hi nahin Bachta..

Arey NABI-e-kareem (sallallahualayhewasallam)
khud farma rahe hain.
k Un k Saamne Unki Ummat k Aamaal Pesh kiye jaate hain.

*ALLAH k Azaab se daro..*

🔛Contineu"

*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*