17
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*
part 17
Aayat 11:
Tarjuma: Rehman ne apne mehboob ko quran sikhaya insaniyat ki jaan Mohammed ko paida kiya Makaan wa Mayakoon ka bayaan inhe sikhaya.
"Surah Rehman Aayat no 1 to 4"
Tafseer al sawi me hai ki Mohammed Sallallahualaihiwasallam"
jo al insan al kamil hai jinhe Makaan wa Mayakoon ka ilm ataa kiya gaya hai (woh sab kuch jo ho chuka,
jo ho raha hai aur jo hone wala hai....
Imam Abu Muhammad Husayn bin. Mas'ud ibn Muhammad al-Farra' Baghawi al shafa'i (d.516 hijri/1122)
apni Tafseer al baghawi me likhte hai ki
“ALLAH ne Mohammed Sallallahualaihiwasallam" ko paida kiya aur unhe har woh baat sikha di jo ho chuka aur jo honey wala hai.
وقال ابن كيسان: { خَلَقَ ٱلإِنسَـٰنَ } يعني: محمداًً صلى الله عليه وسلم { عَلَّمَهُ ٱلبَيَانَ }
يعني: بيان ما كان وما يكون لأنه كان يبين ع ن الأولين والآخرينوعن يوم الدين.
Refrence.
Tafsir al Baghawi under Sura rahman ayat 3 to 4...
Ibn Keesan Khalaqal Insaan He created human that is Muhammad Sallallahu ` Alayhi wa Sallam.
likhte hai Allamahul Bayaan yani bayan sikhaya woh bayaan jo ho chuka aur jo hone wala hai.
NOTE.
Imam Baghawi ne hadith classics Sharh al-Sunnah and Masabih al-Sunnah likhi jo baad me Mishkat al-Masabih addition k saath al-Tibrizi d 741 H. Ala'uddin Ali Bin Muhammad Khazin al shafa’i [ d. 725 AH]
apni Tafsir me likhte hai “Mohammed Sallallahualaihiwasallam"
ko ma kaan wa ma yakoon ka ilm ataa kiya gaya”
Refrence.
📚Tafsir Al Khazin..
🔛Contineu"
*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
Comments
Post a Comment