MISKAAT BAAB MUNAAKIB AHL E BAIT 33

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




part 33'



HADEES 11.

Mishkaat Baab Munaakib Ahl-e-Bait me hai..
Tarjuma: "HUZOOR (sallallahualayhewasallam)
ne khabar di k FATIMA ZOHRA (RAZI ALLAH ANHU) ko farzand payda hoga, jo tumhari parwarish me rahega"

Refrence.
Mishkaat Ul Musaabeh Baab Munaaqib Ahl-e-Bait Un NABI Ul Fasal Ul Awwal, PAGE no 572, Matboo'a Qadeemi Kutub Khana Karachi.

Tamaam baad k Honey waale Fitnon ka bata dena,
aur ayse batana K fitnah karne waalon k naam batana, un k Baap ka naam batana, aur Qabeele ka naam batana yeh kiya hai???

Aap khud faisla kar saktey hain k FATIMA ZOHRA (RAZI ALLAH ANHU) ko batana k un k Yahaan farzand payda hoga.
yeh GHAIB hai ya nahin

🔛Continue"

*📝SUNNI HANFI ORGANIZATION*




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*