GHAIB K MAYNE 02

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀ILM-E-GHAIB🥀*





part 2'




GHAIB k Mayne

Ghaib woh chupi hui chiz hai jis ko INSAAN na to Aankh, Kaan, Naak waghera, ya kisi Hawaas se Mehsoos kar sakey. aur na Bila Daleel Aqal main Aa'sakey.

For E.g:
Khanon ki lazzaten (TASTE), aur in ki Khushbu waghera hamare liye GHAIB nahin, kyon k Yeh Aankh se Chupay hone k Baawajood, dusre Hawaas (Naak, zabaan) se Mehsoos ki ja sakti hain,

Ab Ghaib kya hoga...   Jinnat, Malaika (Farishtey), aur Jannat aur Dozakh Waghera hamare liye is waqt GHAIB hain.

Kyon k Yeh na Hawaas se maalooom hosakte hain, aur na hi Bila Daleel-e-Aqal se,..

Ab GAIB hote hain, 2 tarah k.
1) Woh GHAIB, jis par koi Daleel Qaim hosake, Yaani Dalael se maaloom hosake.

For E.g: Jayse Jannat, Dozakh aur ALLAH TA'ALA ki Zaat-o-SIFFAAT.
k In Baaton ka Andaza, Is DUNIYA ki Cheezen dekh k aur QURA'ANI AAYAAT dekh kar pata chalta hai.

🔛Contineu





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*