AHLE SUNNAT WAL JAMAAT KA AQEEDA ILM E GHAIB PAR 04

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




part 4'





Ahl-e-Sunnat wal jama’at ka Aqeeda ILM-E- Ghaib par.

Ap Salallaho Alaihi Wasalam ka Ilm-e-Ghaib Atai hay aur Jis Waqt Quran ki Akhri Ayat Nazil Hui Ap Sallallaho Alaihi Wasalam ka Ilam Mukamal hogaya.

Yani AP SALALLAHO ALAIHI WASALAM KO PEHLE ILAM ATA KIYA GAYA PHIR AHISTA AHISTA QUL ILAM ATA KARDIYAGAYA.. 

HAWALA MUQALAAT-E-KAZMI PAGE 111 JILD 2..
AND 156 HAQ PER KON HAI....

GHAIB ki Taareef aur is ki IQSAAM (TYPES):   Ghaib k meaning hy
Aysee chizen jo Aam Admi Na dekh Sakey.

Aur Ghaib ki khabar deney waaale ko Nabi kehte hai.
Nabi to kehte hi use hai Jo Ghaib Ki khabar deta ho.
Aur hamaare Aaqa sal-lal-lahu alai hi wa sallam to Nabi k saath saath RASOOL BHI HAIN.

kya kisi ne kabi ALLAH (Subhana wa taaala) KO DEKHA HAI..?

KABHI JIBRAEL Alaihis Salaam KO DEKHA HAI.?

KABHI KISI FARISHTE KO DEKHA HAI.?

Beshak nai..

to in GHAIB Ki cheezon par Imaan kaise laaya?.

Nabi ne hi to bataaya aur Agar koi kahe.
Nabi ko Ghaib ka Ilm nai tha tab to Uska Imaan hi khaariz hogya.

Quraan me aata hai.
"Wa maa yantikhu anil hawaa"
Tarjuma.
"Aur woh apni marzi se kuch nahi kehtay (Muhammad Sallallahu alai wa salam)
"Surah najam aayat no.3 
"Khudaa ki Razaa pe razi Muhammad Razaa-e-Muhammad pe Razii Khudaa"

Shaykh al-Islam, Hafiz Ibn Hajar al-'Asqalani, writes:
"One of the qualities bestowed upon a Prophet is the quality that he knows what has already happened in the past and what will happen in the future"..

Urdu translation.
"Nabi ki ek Khubi yeh hai k Wo Jante hyn jo ho chuka hy (mazi) past me,
aur kiya hoga (mustaqbil) future me.

Refrence.
📚[Fath al-Bari, chapter on 'The Anbiya']

🔛contineu"





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*