ILM E GHAIB KA INKAAR KUFAR HAI 05
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*
part 5'
*ILM-E-GHAIB ka inkaar KUFAR hai..*
Sawal:
ILM-E-GHAIB kya hai ?
Jawab:
ILM-E-GHAIB, future (mustaqbil) me honay walay WAAQIYAAT hain.
Sawal:
Kya hum ALLAH-TALA ko GHAIB keh saktay hain ?
Jawab:
HAAN, kyun k ALLAH-TALA ki zaat MAKHFEE hai is liye.
Sawal:
Hum ko ALLAH-TALA ki zaat k barey me kaisay pata chala ?
Jawab:
hum ko ALLAH-TALA kay barey me piyarey nabi (sal-lal-lahu alai hi wa sallam) ne bataya.
Sawal:
is ka matlab yeh huwa k agar piyaray nabi (sal-lal-lahu alai hi wa sallam) ki zaat nahi hoti, to hum ko ALLAH-TALA ki zaat k baray me pata nahi chalta?
JAWAB: jee haan offcourse, ap ne sahi farmaya. To sabit yeh huwa k ALLAH-TALA ki zaat GHAIB hai. hum ko ALLAH-TALA k bare me piyare nabi (sal-lal-lahu alai hi wa sallam) se pata chala.
jisne piyare nabi (sal-lal-lahu alai hi wa sallam)) k ILM-E-GHAIB ka inkaar kiya.
goya usney ALLAH-TALA ki zaat ko manney se INKAAR kiya. aur jo ALLAH-TALA ko manney se INKAAR karay. wo KAAFIR nahi to aur kiya hai...?
*✍SUNNI HANFI ORGANIZATION*
👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
Comments
Post a Comment