ZAATI AUR ATAAI ILM E GHAIB 06

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀"ILM-E-GHAIB"🥀*




Part 6'




ZAATI aur ATAAI Ilm-e-Ghaib

ZAATI ALLAH taala ka Ilm Zaati hai,
Yaani Khud ka Ilm, usey kisi ne diya nahi, woh apni Qudrat se har chiz karta hai, usey Har pal-o-zarre ki khabar pehle se hi maalum hai,
ALLAH k liye ghaib kuch nahi yaani ALLAH k liye koi chiz chupi hui nahi hai.

ATAAI. Hamare Sarkar Sallallahualaihiwasallam ka ilm Ataai hai, Yaani k ALLAH se ilm-e-ghaib ataa hua hai,

Humare Sarkar Sallallahualaihiwasallam ka jo ilm-e-ghaib hai wo ALLAH ki ataa se hai,khud se kuch nahi aur ALLAH ne kitna Ilm-e-ghaib ataa kiya yeh baat toh lauh-e-mehfooz ko bhe khabar nahi,

aap Sallallahualaihiwasallam ko ALLAH ne Bepanah ilm ataa kiya hai.
Ataai ilm ki Daleel surah Al Baqrah aayat no.255.

🔛Contineu"

*✍SUNNI HANFI ORGANIZAION*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*