HAZRAT ALI KI SHAHADAT

 🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴







*🥀 Huzoor ﷺ Ka ilm e Gaib Aur Hazrat Ali Ki Shahadat 🥀*






*Hazrat Imam Hakim Al Mutawaffah *403 Hijjri* _(Rematullah) Ne Sahi Bata Kar Hazrat Ali (Razi Allah Anhu) Se Riwaayat Ki, Aap Ne Kaha Mujh Se Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya,_ *Tumhen Is Jagah Aur Is Jagah Zarb Lagai Jayegi, Aur Huzoor ﷺ Ne Donon Kanpatiyon Ki Taraf Ishaarah Kiya, Aur In Donon Se Khoon Beh Kar Tumhari Daarhi Ko Rangeen Kar Dega"..*

Allahu'Akbar Kabira


*_Yani Maula Ali Karamallahu Wajjhul Kareem Ki Shahadat Hogi Aur Apke Jism Me Kis Jagah Zakhm Lagega Aur Kaha Se Khoon Nikle Ga Huzoor ﷺ Ne Pehle Hi Bata Diya_*


*Reference Book*

(Kha'sais ul Kubra, Vol *2*, Page *210,*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑

*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*