MERE NABI E AKRAM SE MOHABBAT

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 NABI-E-AKRAM SE MAHOBBAT 🥀*



💐“Hazrat Anas RadiyAllahu Ta’ala Anhu Riwayat Karte Hain Ki

🌹 Huzoor Nabi-E-Akram SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Ne Farmaya :

➡Jis Shakhs Me Teen 3⃣ Khaslatein Ho,
Woh Iman Kee Mithaas (Aur Aik Riwayat Me Hai Ki Islam Kee Mithaas)Ko Paa Lega. 

1⃣ Allah Azza Wa Jalla Aur Us Ka Rasool SallAllahu Ta’ala Alaihi Wa Aalehi Wa Sallam Use Baaqi Tamam Cheezon Se ZyadaMahboob Ho, 

2⃣ Jis Shakhs Se Bhi Use Muhabbat Ho Woh Mahaz
Allah Azza Wa Jalla Kee Wajah Se Ho, 

3⃣ Kufr Se Nijaat Paane Ke Baad Dobaara (Haalate) Kufr Me Lautne Ko Woh Isee Tareh Napasand Karta Ho Jaise Woh Khud Ko Aag Me Phainka Jaana Napasand Karta Ho.”

*Reference*
📚Bukhari As-Sahih, 01/14, Raqam-16, & 01/16, Raqam-21, &06/2546, & 05/2246, Raqam-5694,
📚Muslim As-Sahih, 01/66, Raqam-43,
📚Tirmidhi As-Sunan, Kitab : Al-Iman An RasoolAllah ? Bab :(10)
📚Nasa’i As-Sunan, 08/94, Raqam-4987, & 08/96, Raqam-4988, & 08/97, Raqam-4989,
📚Ibn Majah As-Sunan, 02/13338, Raqam-4033,
📚Ahmad Bin Hanbal Al Musnad, 03/103, Raqam-12021,
📚Aboo Ya’la Al-Musnad, 05/194, Raqam-2813,
📚Ibn Hibban As-Sahih, 01/474, Raqam-238,
📚Ibn Abi Shaybah Al-Musannaf, 06/164, Raqam-30360,
📚Al-Minhaj-us-Sawi, Safah-91, 92, Raqam-02.]



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*