UMMUL MOMINEEN ME KAUN SABSE PAHELE WISAL KAREGA

 🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴







*🥀 Rasool Allah ﷺ Ka ilm e Gaib Ki Ummul Momineen Me Kaun Sabse Pehle Wisal Karega 🥀*






Hazrat Imam Muslim Al Mutawaffah *261 Hijjri* (Rehmatullah) Ne *Hazrat Aayesha Siddique'ah (Radi'Allah'Anha) Se Riwaayat Ki, Unhon Ne Kaha Ke Rasool Allah ﷺ Ne Farmaya,* _Tum Azwaaj *(Biwi Wife)* Main Se Woh Zojah Mujhey Sab Se Pehle Milegi, , Jo Tum Sab Main Daraz-E-Dast *Lambe Haath* Hai_, *_To Hum Naapnti Thin, Ke Kis Ka Haath Taweel Hain, To Woh Hazrat Zainab Radi'Allah'Anha Thin, Unka Haath Taweel The, Kyunke Woh Apney Haath Se Amal Kartin, Aur Sadqa Kiya Karti Thin".._*

Subhan'Allah Allahu'Akbar Kabira


*Kaun Kab Inteqal Wisal Karega Ye To Koi Nahi Janta But Mere ilm e Gaib Nabi ﷺ Jantay Hain Tabhi Aapne Farmaya Ki Kaun Pehle Aayega*


*Reference Book*

(Khasais Ul Kubra, 

Vol *#2,* Page *#219,*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑

*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*