Apne Hi Fatwe Se Deobandi Gustakh wa Qaburi Sabit

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Apne Hi Fatwe Se Deobandi Gustakh wa Qaburi Sabit 🥀*



✏️ Deobandi Wahabi Molvi Najmuddin Ahyai Apni Behayai Ka Sabot Dete Howe Likhta Hai Ke
“Qaboriyaun Ke Alahazrat Azeem Ul Barkat Huzor Purnor Molvi Ahmad Raza Khan “
is ibarat Ke Hashiye Men Deokhawani Molvi likhta Hai Ke
“Qaburi Apni Kitabon Men isi Tarah Likhte Hain MaazAllah 

*📚 Zal Dar Zalzala Page 02*

Yaa'ni Deobandi Wahabi Molvi Ke Nazdik Kisi Buzurg Wali Ko Huzor Purnor Likhne Wala Qubori Hai Aur Age is Ne Ma'azallah Likh kar Ye Bata Diya Ke Aisa Likhna Gustakhi Bhi Hai, Jabke Yahi Gustakhi iske Ghar Ke Molvion Ne Bhi Ki Hai  

Molvi Ahraf Alli Thanvi Molvi Gangohi Ke Peer Ke Taluq Se Shamaim E imdadiya Men Likha Hai
“Mere Paaas Bhi Mukhtasar Malfooz Sharif Huzoor Pur Noor Hazrat Peer wa Murshid Qibla Wa Ka'aba Maddezillahum ul Aaliya Ka Maujod Hai”

*📚 Shamaim imdadiya Page 76*

👉 Deoband Ke Behaya Molvi Ke Fatwe Se Haji imadad Ullah Ko Huzor Purnoor Likhne Wale Deobandi Qaburi Aur Gustakh Sabit Hogaye



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*



Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*