Kawwa Khoro Per Deobandi Ke Kale Kawwaun Ki Ladai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Kawwa Khoro Per Deobandi Ke Kale Kawwaun Ki Ladai 🥀*



✏️ Firqa e Deobandiya Ke Mashor Kawa Khor Molvi Rashid Ahmad Gangohi Se Kisi Ne Sawal Kiya Ke
“jis Jaga Zaagh e Maroofa [Mashoor Kawwa] Ko Aksar Haram Jante Hun Aur Khane Wale Ko Bura Kehte Hun Tu Aisi Jaga Us Kaawa Khane Wale Ko Kuch Sawab Hoga Ya Na Sawab Hoga Na Azab “

is Sawal Ke Jawab Men Gangohi Ne Kaha Ke
” Sawab Hoga”

*📚 Fatwa Rashidiya Page 598*

Ya'ani Molvi Gangohi Ke Nazdik Kala Kawwa Jo Mashor Wa Maroof Hota Hai Gali Mohalle Men Udta Hai Uska Khana Sawab Hai 

 jAbke isi Firqa Deobandiya Ka Molvi Mohammad Ahsan Nanotvi is Kawwe Ke Taluq se Likhta Hai
“Arbi Men Ablaq Kawwe Ki Jaga Abqa Hai Aur Abqa Ablaq Ko Kehte Hain Jis Men Seeyahi ur Sapeedi Dono Hun Baaz Ulama Ne Ablaq Se Yahi Desi Kawwa Murad Liya Hai Jo Aksar Abadi Men Rehta Hai Aur jis Ki Gardan Ka Rang Ba Nisbat Paraun Ke Sapeedi Mayal Hota Hai Aur Abqa Ka itlaq Karke Haram Kehdiya Hai…

*📚 Ahsan ul Masail page 358*

👉 Ahsan Nanotvi Ne Gangohi Ki Kawwa Khori Per Jo Sawab Mil Raha Tha Kawwe Ko Haram Keh Kar Sare Sawwab e Khawwa Khori Per Pani Pher Diya Hai



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*





Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*