Kya Wahabi Deobandiyon Ke Piche Namaz Jayez Hai

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀Kya Wahabi Deobandiyon Ke Piche Namaz Jayez Hai🥀*

*🥀Kya Wahabi Deobandi Musalman Hain🥀*

*🥀Agar Wo Mar Jayen To unki Namaz E Janaza Padhna Kaisa🥀*





*👉Jawab Padhe Quran o Hadees ki Roshni me*

📇Wahabi (Ahelhadees) Deobandi (Tableeg Jamati) Ye Dono Firqe Masayel Ke Lihaz Se Eik Dusre Ke Mukhalif Hain...

📕Wahabi Umumam Ahlehadis Yani Gair Muqallideen Ko Kaha Jata hai,

📇Jo Kisi Imam ki TALQEED (Itteba/Pairawi) Nahi Karte, 
Aur Deobandi Taqleed Ke Qayel Hain Aksar Deobandi imame Azam Abu Hanifa Ke Muqallid Hain, in dono Jamat Me Yahi Eik Farq Hai BAQYA AQA'ID Dono Jamat Ke Eik Hi Hain Allah O Rasool صلى الله تعالى عليه وسلم Aur Jumla Ambiya عليهم السلام Awliyae izam Ke Sakht Gustakh O Be'Adab Hain......

📕Hamare Urf (Bol Chal) Me Wahabi Keh Kar Ahelhadees Aur Deobandi Dono Murad Liye Jate Hain.....

📇Aage Jab Bhi Wahabi Keh Ke Hukm Bayan Kiya Jayega To Murad Yahi Dono Firqe Honge......

📕Wahabi Deobandi Kharije Mazhabe Ahlesunat Wa Jamat Aur Kharije Deene Islam Hain Kafir O Murtad O Be'Deen Hain,,,

📇Ye Dono Un 72 Firqon Me Shamil Hain Jinke Paida Hone Ki Khabr Huzoor صلى الله عليه وسلم Ne Apni Ummat Ko Dee Thi Neez inke Makro Fareeb Se Bachne Ka Hukm Farmaya Tha Aur in 72 Ko Jahannami Farmaya Tha...

📕Ye Dono Firqe Muhammad Bin ABDUL WAHAB Najdi Ke Kufri AQIDE Ke Hamil Hain Jo Islami Hijri-1209 Me Zameene Najd Me Paida Hua, jiska New Name Riyad Hai........

📇Is Ibne Abdul Wahab Najdi Ne Harmain Sharifain (Makka O Madina) Me Bahot Fitne Phailaye Hazaro Ulama Ko Qatl Kiya Sahaba O Tabaeen Ulama O Shohda Ki Mazaraat Ko Mismaar Kiya,,,

📕Huzoor صلى الله تعالى عليه وسلم Ki Mazar Pak Ka Naam Saname Akbar (Bada But) Rakha....MAAZ'ALLAH..




👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*