Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan

 🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴







*🥀 Bad-Aqeedah Aur Gumrah Firqo Ki Pehchaan 🥀*







*✔ Hadees No.01* 



✏️ Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya Meri Ummat 73 giroh mein bath jayegi Jinme 72 Jahannami Honge aur sirf Ek Jannati Arz Kiya Ki Yaa Rasoolullah ﷺ Jannati Firqe Ki Kya Pehchan hai ? Aap ﷺ ne farmaya jo meri aur mere sahaba ki Seerat Ikhtiyaar karega wo Jannati Hai



*📚 Mishkat Safa 30*



➡ Isiliye To Aala Hazrat Kya Khoob Farmate Hai 



🌴 Ahle Sunnat Ka Hai Beda Paar As'haabe Huzoor 

Najm Hain Aur Naav Hain Itrat Rasoolullah ﷺ Ki 🌴



➡ Najm = Taare

➡ Itrat = Aal Aulad Yaani Ahle Bait







👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑

*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*