QURAAN KA TARJUMA KISKAA SAHI HAI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 RADD-E-WAHABIYA 🥀*



*{BA,FAIZ-E-HUZOOR MUFTI E AAZAM-E-HIND RADIALLAHUANHU}*

*⏹️POST NO↪️(5)*

*QURAAN KA TARJUMA KISKAA SAHI HAI??*

*IN MUNAFIQO NE QURAN PAK KA TARJUMA KARTE WAQT BHI GUSTAKHI KARNE SE IJTINAAB NAHI KARA OR ALLAH KO FAREB DENE WALA, DHOKADENE WALA, DAGA DENE WALALIKH DIA:*

*{para# 5, sura-e- nisa,ayat# 142}*
.
*1) madarsa-e-deoba nd k saddar*
*"MEHMOOD UL HASAN"*
*ne is ayat ka tarjuma u kia,*

"MUNAFIQEEN DAGA BAZI KARTE HAIN ALLAH SE OR ALLAH BHI UNKO DAGA DEGA"
.
*2) JAMAT-E-ISLAMI jisko follow karti hai us*
*"MODOODI"*
*ne is likha,*

"YE MUNAFIQ ALLAH SE DHOKABAZI KAR RAHE HAIN HALANKE DER HAQIQAT ALLAH HI NE UNHE DHOKE ME DAAL RAKHA HAI"

3)"WAHEED UZ ZAMAN ahle hadis"ne likha,

*"MUNAFIQ SAMJHTE HAIN K WO ALLAH KO FAREB DETE HAIN OR(lekin ye nhi jante k)ALLAH TA'ALA UNKO FAREB DERAHA HAI"*
.
*magar sunnio k IMAAM ASHIQ-E-RASOOL, AALA HAZRAT is ayat ka sahi tarjuma karte huwe likhtae hain,*

*>>>"BESHAK MUNAFIQ LOG APNE GUMAAN ME ALLAH KO FAREB DENA CHAHTE HAIN OR WOHI(ALLAH) UNKO GHAFIL KARKE MAREGA"<<<*

*SubhanALLAH,.ab ghor karen jo log QURAN ko sahi tarha na samjh sake or gustakhiankardin to aese log deen ko kia samjhe hogen??????????*

*faisla khud kijiye or share karke bhole bhaley musalmano ko in gumraho se mehfooz rakhen.*

*<jiske dil me sahi islaam ki mohabbat hogi woh aisa zootha wahaabi dharam zaroor chhod dega...ye sab tarjume dekhne ke baad>*

📌 *INSHALLAH FAIZ-E-RAZA JARI RAHEGA NAJDIYON PE BHAARI RAHEGA*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*