Radd e Wahabiat '&' Deobandiat

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 Radd e Wahabiat '&' Deobandiat 🥀*




*🎯 Post - #01*




_﷽ - الصــلوة والسلام‎ عليك‎ ‎يارسول‎ الله ﷺ_

Bukhari Jild Awwal Kitab ul Manaqib Me Hai Ke _ "Ek Shakhs Katib e Wahi Tha Ke Wahi Likhne Ki Khidmat Uske Supurd Thi, Kuchh Aisa Fatkaar Padi Ke Woh Murtad Ho Gaya Aur Huzoor ﷺ Ko Aib Lagane Laga, Jab Woh Mar Gaya Aur Usko Dafn Kiya Gaya To Zameen Ne Use Apne Andar Se Baahar Nikal Fenka, Dost Samjhe Ke Shayad Rasoolallah ﷺ Ke Sahabiyo Ne Isko Nikal Diya Hai, Aur Zyada Gahra Gaddha Kar Ke Dafn Kiya, Magar Zameen Ne Phir Bhi Qubool Na Kiya Nikal Kar Fenk Diya, Gharz Kayi Baar Dafn Kiya Magar La'ash Baahar Aagayi To Unke Dosto Ko Samjh Aa Gayi Ke Ye Bargah e Mustafa ﷺ Ka Nikala Huya Hai Isko Koyi Bhi Qubool Na Karega" _

_Isiliye To Dr. Iqbal Likhte Hai_

ادب گاہسیت زیر آسماں از عرش نازک تر
نفس گم کردہ می آید جنید و بایزید اینجا

Rab Ki Qasam Us Darbar Ka Nikala Huya Kahiñ Bhi Panah Nhi Pata, Duniya Ke Badshaho Ke Mujrim Mar Kar Hakim Ke Ghazab Se Chhoot Jate Hain Magar Un Ke Mujrim Na Zindagi Me Izzat Paate Hain Na Qabr Me Chain, Na Hashr Me Aaram Aur Us Bargah Ka Maqbool Har Jagah Izzat Pata Hai.

_Isiliye Mere Imaam Sarkar Aa'la Hazrat ﺭﺿﻲ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﯽٰ ﻋﻨﻪ Kya Khoob Farmate Hai_

تو جو للکار دے آتا ہوا الٹا پھر جائے
تو جو چمکار لے ہر پھر کے ہو تیرا تیرا
دل پہ کندہ ہو ترا نام کہ وہ زور رحیم
الٹے ہی پائوں پھر سے دیکھ کے طغرا تیرا

*🌺(ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﺗﻌﺎﻟﻰ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺍﻟﻪ ﻭﺳﻠﻢ)🌺*





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*