DEOBANDI EXPOSED RASHEED AHMAD GANGOHI 04

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 DEOBANDI EXPOSED RASHEED AHMAD GANGOHI 🥀*



        *📑 POST 4*
                                 
👉 Ek aur line Likhta Hai

*“Jidhar ko aap maail the udhar he haq bhi daair tha..*
Mere Qibla mere Kaaba the Haqqani se Haqqani”
            
*📚 Marsiya Rasheed Pg.9*

Yani Rasheed ahmed Gangohi jidhar bhi apna rukh kar le, udhar he haq bhi ho jata tha, yani shariat inhi ke hath me thi kya.

Aur Qibla wa Kaaba kehna inke nazdeek jaez hai aur Gangohi sahab ne khud apne Fatawae Rasheediya me likha hai ki Ulama ko Qibla wagairah laqab dena
na-jaez hai..
                  
👉 Fir likhte hai*

*“Hidayat jisne dhundhi dusri jagah wo hua gumrah*
Wo  mezab-e-Hidayat the kahi kya nass-e Qurani”
                
Yani Rasheed Ahmed Gangohi ke siva agar koi kahi aur hidayat dhunde to wo gumrah ho jayega..

So agar hum apne Aaqa Muhammad ﷺ Sallalaho Alaihe Wasallam ke tariqe me, apke farmano me hidayat ko dhundte hai to hum sab gumrah hai.

Aur Sahaba RadiAllaho Anhu  bhi isi me hidayat paate the to wo..
           
*📚 Marsiya Rasheed pg.9*
      
        *ALLAHU AKBAR*
          *MAAZ ALLAH*



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*