DEOBANDI EXPOSED RASHEED AHMAD GANGOHI 13

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 DEOBANDI EXPOSED RASHEED AHMAD GANGOHI 🥀*



        *📑 LAST POST 13*
             
Deobandiyon ke nazdik is mamle me Gangohi to Eisa alaihis salam se bhi aage nikal gaye, kyunki wo to sirf murdon ko zinda hi karte the lekin Gangohi to murdon ko zinda bhi karte the aur zindon ko bhi marne nahi dete. Aur sath me kehte hain is Masihaayi ko dekhen zara Ibn Mariyam. Yani inki karamat ko dekhne ke liye Eisa alaihis salam ko dawat de rahe hain.

Dekha aap logon ne, kis qadar gande Aqeede hain Deobandiyon ke..

Aye mere Pyare Sunni Musalmano, inse hargiz hargiz koi rishta na jodo, aur jo jud chuka ho usey tod do, kyunki Qabr me koi rishta tumhare kaam nahi ayega, sirf hamare aur tumhare Pyare Aaqa ﷺ Sallalaho Alaihe Wasallam hain jo Qabr me bhi tumhare kaam ayenge aur Hashr me bhi tumhare kaam ayenge...

Tumhe jahannam ki aag se bachayenge tumhare liye sifarish karenge, agar aaj tum apne hi Aaqa ﷺ Sallalaho Alaihe Wasallam ki gustakhiyan karne walon se dosti rakhoge to kal kis muh se apne Aaqa ﷺ Sallalaho Alaihe Wasallam se sifarish ki ummid rakhoge..                
      
        *ALLAHU AKBAR*
          *MAAZ ALLAH*

⚠ THE END POST ⚠



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*
https://chat.whatsapp.com/CoTrYIar9XdB3OW6o2jeiX

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*