73 Me 01"

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀"73 Me 01"🥀*



*HISSA-02:*

*✏️ISLIYE YE KAHNA KI SAB HAQ PAR HAI, SAB HAMARE BHAI HAI YE ISLAM KI ROOH KO BIGADHNA HAI.*

✏️AAJ KAL DUNIYADARI SABSE UPAR HAI ISLIYE LOG BAHOT JALD IS ACCHE DIKHNE WALE FAREB ME GIRAFTAR HO JATE HAI AUR WO YE NAHI SOCHTE KI AGAR KISI PETHI (BOX) ME 99 ACCHE TAMATER (TOMATO) US EK SADHE HUYE TAMATER KO ACCHA KAR DE YA USKE ASAR ME AAYE. HOGA YAHI KI WO EK SADHA HUA TAMATER 99 ACCHE TAMATERO'N KO KHARAB KAR DEGA. AB SOCHOYE AGAR PETHI (BOX) ME 72 SADHE HUYE HO AUR EK ACCHA HO TO KYA HAAL HOGA???

✏️NIHAYAT WAZEH BAAT HAI KI JAB IN MUKHTALIF FIRQO KE BICH AISE BUNIYADI IQTELAAF HAI JISKI WAJAAH SE 72 FIRQE JAHANNAM KE MUSTAHIQ HAI TO AQALMANDI AUR DEENDARI KA TAQAZA YE HAI KI THANDE DIL SE IMANDARI KE SAATH YE ZAHAN ME RAKH KAR KI HAMARE SAART HAMARA AQEEDA AUR HAMARA AMAL JAYEGA, DHUND KAR NIKALE WO EK FIRQA KAUN HAI JO JANNAT ME JAYEGA AUR JANNATI WA JAHANNAMI DONO'N FIRQO SE EK JAISA SULOOK RAKHNA HAQIQAT ME NAJAT PAYE HUYE FIRQO SE NIKALKAR 72 GUMRAAH FIRQO ME DAKHIL HONA HAI.

✏️ "SIRF HAM HI HAQ PAR HAI BAQI SAB NAHAQ" YE BAAT AAJ SE NAHI BALKI EK ZAMANE SE CHALI AA RAHI HAI. QURA'AN SHARIF ME BHI ISI TARAH KA DAWA KARNE WALE 2 FIRQO YAHUDO NASARA KA ZIKR FARMAYA GAYA.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*