Beshak jo log hamari nazil karda khuli nishaniyo aur hidayat ko chupaate hai us ke baad ke ham ne use logo ke liye kitab me vazeh kar diya *to unhi logo par Allah laanat bhejta hai.*

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Najdiyo ki pahchan 🥀*



*🕹️ 12*

إِنَّ الَّذِينَ يَكْتُمُونَ مَا أَنْزَلْنَا مِنَ الْبَيِّنَاتِ وَالْهُدَى مِنْ بَعْدِ مَا بَيَّنَّاهُ لِلنَّاسِ فِي الْكِتَابِ أُولَئِكَ يَلْعَنُهُمُ اللَّهُ وَيَلْعَنُهُمُ اللَّاعِنُونَ. *(سورة البقرة ١٥٩)*

*✏️ Tarjuma:* Beshak jo log hamari nazil karda khuli nishaniyo aur hidayat ko chupaate hai us ke baad ke ham ne use logo ke liye kitab me vazeh kar diya *to unhi logo par Allah laanat bhejta hai.*

Mundarija bala ayat e karima se pata chala ke jo log Quraan ki ayato ko logo se chupate hai, aur us me khayanat karte hai, Allah ki un par laanat hoti hai. Aur jis par Allah ki laanat hoti hai us par se Allah ki Rahmat uth jaati hai.

Ab kaun hai, Najdiyo ke siwa jo logo ko Quraan ka ilm dete hai magar jhoota. Najdi he hai jo Quraan ko chupate hai. Mustafa Karim ﷺ ki naat ko chupate hai. Ilm e gaib ke munkir, Hazir o nazir ke munkir, Allah ke jism ke qaail, Awliya Ambiya se madad ke munkir etc etc.

Itni saari khurafat aur Quraan me apni taraf se jhoot, siwaye najdiyo ke kon karta hai.

Sabit hua, Najd he vo hai jis par Allah ki laanat hai. To agar unko Salam bhi kiya jaye kya faida?

Allah hame najdiyo se bachaye.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*