Gairullah Ko Mushkil Kusha Kehna Kaisa Hai*17

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*

*👉 post 019 ✔️* 

*📝SAWAL-:*
*📇   Gairullah Ko Mushkil Kusha Kehna Kaisa Hai*


*✍️ JAWAB-;*
*📇    Ahle'hagees Wahabi Deobandi Najdi Is Chiz Par Bahut Fitna Machate Hai Ki Tum Barelvi Log Hazrat Ali Ko Mushkil Kusha Kehte Ho Aur Gairullah Ko Mushkil Kusha Kehna Sirrak Hai*
*HADEES SAREEF*
*Hazrat Imam Abu Hanifa Al Mutawaffah 150 Hijri Ki Mashoor Famous Kitab Musnad Abi Hanifa Ki Sharah Me Hazrat Mulla Ali Qari Hanfi Al Mutawaffah 1014 Hijri Hadith Code Karte Hazrat Abdullah Bin Mas’ood رضي الله عنه Se Riwayat Aap Farmate Hai Jab Hazrat Hamza رضي الله عنه Shaheed Hue To Huzoor ﷺ Ki Aankh Mubarak Se Aansu Jari Thay Aur Rasool Allah ﷺ Hazrat Hamza Ke Paas Tashreef Laye Aur Farmaya Ya Hamza Rasool Allah ﷺ Ke Cha'cha Ya Hamza Allah Ke Sher Aur Allah Ke Rasool ﷺ Ke Sher Ya Hamza Nekiya Karne Wale Ya Hamza Mushkil Kusha Mere Cha'cha*
*📚 Sharah Musnad Abi Hanifa Safa 526*

*👉 NOTE; Lijiye Janab Yaha To Rasool e Khuda ﷺ Hazrat Hamza Ko Unki Shahadat Ke Baad Mukhatib Karke Ya Lafz Bhi istemal Farma Rahe Hai Aur Unko Mushkil Kusha Bhi Keh Rahe Hai To Pta Chala Ki Allah Ki Ata Se Allah Ke Khaas Aziz Bande Bhi Mushkil Kusha Hote Hai To Jab Hazrat Hamza Mushkil Kusha Hai To Hazrat Ali Kyun Nahi Jab Hazrat Hamza Ko Mushkil Kusha Kehna Shirk Nahi To Maula Ali Ko Kehna Kaise Shirk Ho Sakta Hai Allah Ki Ata Se*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*

*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*


🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*