Kya Huzoor ﷺ Ke Chahne Se Qibla Badal Gaya*
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 039 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Kya Huzoor ﷺ Ke Chahne Se Qibla Badal Gaya*
*✍️ JAWAB-;*
*📇 Wahabre Deobandi Ahle'hagees Najdiyo Ka Aqeeda Hai Ki Musalmano Ke Nabi Kareem ﷺ Ke Chahne Se Kuch Nahi Hota Maaz'Allah*
*HADEES SAREEF -;*
*Hazrat Bara Bin Aazib رضي الله عنه Se Riwayat Hai Jab Rasool Allah ﷺ Madina Shareef Tashreef Laye To Rasool Allah ﷺ Ne 16 Ya 17 Mahine Baitul Muqaddas Rukh' Karke Namaz Padhi Jab Ke Rasool Allah ﷺ Ye Chahte The Ki Qibla Khane Kaba 🕋 Ho To Allah Ta'ala Quran Me Ye Ayat Nazil Farma Di Aye Mehboob ﷺ Hum Aapka Asman Ki Taraf Baar Baar Chehra Karna Dekh Rahe Hai Hum Aapko Us Qible Ki Janib Pher Kar Rahege Jo Aap ﷺ Chahte Hai Aapki Khuwa'hish Hai Ab Aap ﷺ Apna Rukh Masjid e Haram Ki Taraf Kar Lijiye Aur Jo Namaz Rasool Allah ﷺ Ne Khana Kaba Ki Taraf Rukh Karke Padhi Wo Asr Ki Thi*
*📚 Musnad Ahmad Safa 1323 Hadees 18707*
*👉 NOTE; Wahabro Deobandiyo Kyun Tum Kabe Ki Taraf Namaz Padhte Ho Kaba Qibla Bana Mere Nabi Kareem ﷺ Ke Chahne Se Tabhi To Mere Alahazrat رحمۃ اللہ علیہ Farmate Hain Khuda Ki Raza Chahte Hai Do Aalam Khuda Chahta Hai Raza-E Muhammad ﷺ*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment