Mustafa Karim ﷺ ne dua ki, "khudawand hamare liye Shaam Aur Yaman me Barkat nazil farma

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Najdiyo ki pahchan 🥀*



*🕹️ 08*

حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الْمُثَنَّى قَالَ: حَدَّثَنَا حُسَيْنُ بْنُ الْحَسَنِ قَالَ: حَدَّثَنَا ابْنُ عَوْنٍ عَنْ نَافِعٍ عَنِ ابْنِ عُمَرَ قَالَ اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِي شَامِنَا وَفِي يَمَنِنَا. قَالَ قَالُوا وَفِي نَجْدِنَا قَالَ: قَالَ اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِي شَامِنَا وَفِي يَمَنِنَا. قَالَ قَالُوا وَفِي نَجْدِنَا قَالَ: قَالَ هُنَاكَ الزَّلاَزِلُ وَالْفِتَنُ، وَبِهَا يَطْلُعُ قَرْنُ الشَّيْطَانِ. *( بخاري شريف، كتاب الاستسقاء، باب مَا قِيلَ فِي الزَّلاَزِلِ وَالآيَات، قلم الحديث ١٠٣٧)*

*✏️Hadees e paak:* Mustafa Karim ﷺ ne dua ki, "khudawand hamare liye Shaam Aur Yaman me Barkat nazil farma." Najd ke logo ne kaha, " Ya Rasool Allah hamare najd liye bhi." Is par Mustafa Karim ﷺ ne phir se dua ki, "khudawand hamare Shaam Aur Yaman me barkat nazil farma." Phir dobara Najd ke logo ne arz kiya, aur hamare liye ya Rasool Allah. Raavi ka bayan hai ke teesri martaba Huzoor ﷺ ne frmaye *vo zalzalo aur fitno ki jagah hai, aur waha se Shaitan ki singh niklegi.*

Ab Mustafa Karim ﷺ ka Najd ke liye dua na karna kya batata hai, Mustafa Karim ﷺ ko Najd se nikalne wale fitno ka ilm tha. *Ab aur kisi tabsire ki zaroorat hi nahi hai, ke Najd me fitno ka malik kon hai? Is par tabsira kare.* Vo koi nahi magar *Abdul Wahhab Najdi* hi hai.

👉Hadees e paak ne bahot badi baat samjhayi hai. Is hadees e paak ko yaad rakhe, age samajhne me asaani hogi.

Ab bhi koi kahe, sab ke liye accha socho, sab ke liye dua karo.. kya Mustafa Karim ﷺ se bhi bada koi hai? Phir kya Mustafa Karim ﷺ ne bhi dua ki sab ke liye?

Ae Najdiyo zara gor se padho is hadees e Mustafa ﷺ ko.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*