Najdiyo ki Gumrahi

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Najdiyo ki pahchan 🥀*



*🕹️ 31*

*✏️Najdiyo ki Gumrahi 4-*

وَلِلَّهِ الْمَشْرِقُ وَالْمَغْرِبُ فَأَيْنَمَا تُوَلُّوا فَثَمَّ *وَجْهُ اللَّهِ* إِنَّ اللَّهَ وَاسِعٌ عَلِيمٌ. (سورة البقرة ١١٥)
*«وجه الله» قبلته التي رضيها. (تفسير جلالين)*


الرَّحْمَنُ عَلَى الْعَرْشِ *اسْتَوَى*. (سورة طه ٥)
*هو «الرحمن على العرش» وهو في اللغة سرير الملك «استوى» استواء يليق به (تفسير جلالين)* 


 إِنَّ الَّذِينَ يُبَايِعُونَكَ إِنَّمَا يُبَايِعُونَ اللَّهَ *يَدُ اللَّه*ِ فَوْقَ أَيْدِيهِمْ فَمَنْ نَكَثَ فَإِنَّمَا يَنْكُثُ عَلَى نَفْسِهِ وَمَنْ أَوْفَى بِمَا عَاهَدَ عَلَيْهُ اللَّهَ فَسَيُؤْتِيهِ أَجْرًا عَظِيمًا. (سورة الفتح ١٠)
*«يد الله فوق أيديهم» التي بايعوا بها النبي أي هو تعالى مطلع على مبايعتهم فيجازيهم عليها. (تفسير جلالين)*

Mundarija bala ayaat ka tafseer ki roshni me khulasa hai. Agar Najdi is baat ka aetaraz kare ke vo ayaat se muraad Allah ﷻ ke azaa (organs) hi hain, to us se palat kar sawal kiya jaaye. "Ye to ek tafseer ka hawala hai, tamam tafaseer me se kisi bhi *ek* tafseer se sabit kiya jaaye ke in ayaat ka matlab Allah ﷻ ke azaa (organs) hi hain."

Tafseer e paak me kahi bhi mutashabiha alfaz ka matlab as it is nahi liya gaya hai. Balki simply tashbeeh di gayi hai.

1) Soor e Baqara: *Qibla* ya to Namaz kaa, ya Allah ﷻ ki Rahmat ka.

2) Soor e Taha: Istawa *Apni shaan ke mutabiq.* Chunki Najdi lafz istawa ka matlab baithna leta hai, magar yaha istewa ka matlab hi nahi diya, simply shaan ki azmat ko zahir kiya.

3) Soor e Fath: *Allah ki madad.* 

Pata chala Najdi nahi magar sareeh jhootha. Vo is tarah ki baat kah kar Allah ﷻ ki azmat ko ghatana chahta hai. Jab Allah ﷻ ke jism hone par bahes hi nahi karni, phir bhi Najdi bila waja is me dakhil ho jata hai.

Allah ﷻ najdiyo ke shar fareb aur gumrahi se bachaye.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*