Najdiyo ki khayanat 2

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Najdiyo ki pahchan 🥀*



*🕹️ 40*

*Najdiyo ki khayanat 10-*

وَوَجَدَكَ ضَالًّا فَهَدَى. (سورة الضحى ٧)

Jis tarah hum ne pichli qisto me sabit kiya ke Najdi ka lafz *ضال* ka gumrahi Murad lena qataee sahi nahi. Sawal ye paida hota hai, phir is ayat e kareema me lafz *ضال* Ka kya matlab hai? Tabsira karte hai pahle nuqte par.

*Vahi matlab sahi hai aur mere Aqaa ﷺ ki shaan e shana hai jo mere Imam Ala huzrat ne bataya hai.*

Dekho ayat e kareema:

قَالُوا تَاللَّهِ إِنَّكَ لَفِي *ضَلَالِكَ* الْقَدِيمِ. (سورة يوسف ٩٥)

*Tarjuma:* Bete bole, aap apni isi purani khud taftagi me hain. (Kanz ul Iman)

Is Ayat e kareema me Sayyedina Yaqub alaihissalam Ka apne bete (Sayyedina Yusuf alaihissalam) ki yaad aur muhabbat me khud rafta ho jaane ka zikr hai. Same lafz *ضال* hai magar bajaye gumrah ke *muhabbat me khud rafta ho jana* ye matlab liya gaya hai, ooper bataye gaye najdiyo ne is Ayat e kareema me bhi lafz *ضال* ka matlab yahi *galti* hi pakdi hai...

Ab kya apne bacche se be panah muhabbat bhi galati hai? *Balkul bhi nahi*. To yaha Najdi ne lafz *ضال* ka matlab bhi galti hi kyu liya? Pata chala Najdi sirf khayanat karna janta hai.

Allah ham sabko Najdi ki khayanat aur makkari se bachaye.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*