Najdiyo ki khayanat 2

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴



*🥀 Najdiyo ki pahchan 🥀*



*🕹️34*

*✏️Najdiyo ki khayanat 4-*

 إِنَّ الْمُنَافِقِينَ يُخَادِعُونَ اللَّهَ وَهُوَ خَادِعُهُمْ. (سورة النساء ١٤٢)

*Tarjuma:* Beshak munafiq log apne hi guman me Allah ko fareb diya chahte hain, aur vahi unhe gafil kar ke maarega. *(Kanz ul Iman- Ala huzrat Imam Ahmad Raza)*

Ayat e kareema me lafz يُخَادِعُونَ munafiqeen ke liye hai aur vahi lafz Allah ﷻ ki shaan me bhi istemal hua hai. Mere imam ne to shaan e Ilahi ka khayal rakha, magar najdiyo ki za'eef aqlo ne kucch ulta hi buk diya.

1) _Ye munafiq Allah ke saath dhoka kar rahe hain, halanke dar haqeeqat Allah ne hi inhe dhoke me daal rakha hai._ *(Maududi)*

2) _Munafiq khuda ko dhoka dete hain, vo inhi ko dhoke me daalne wala hai._ *(Jalundhari)*

Mulahiza ho ooper ke tarjume. Kya pata chala? Kis tarah Najdi khabees ko Allah ﷻ ki azmat ki parwa hi nahi. 

Ham ne pahle bhi sabit kiya, *dhoka bazi* ye aib daar kaam hai, Allah ﷻ us se paak hai, to phir se Allah ﷻ ke liye is tarah ke alfaz, vo bhi Qur'an majid me, sareeh jurm nahi to aur kya hai? Kya aaj bhi ham Inhe momin aur Muslim kahen. *Bilkul bhi nahi.*

Allah hame najdiyo ki khayanat se bachaye.



👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

Comments

Popular posts from this blog

उलेमा ए देओबन्द की वो गुस्ताखी थी जिसकी वजह से उनपर 33 उलेमा ए हरमैन ने कुफ्र का फतवा दिया

देवबन्दियों का तबरी2️⃣3️⃣

Kya Auliya ALLAH Gaib Jante Hai Aur Jo Dil Me Kya Wo Bhi Jante Hai*