Rasool E Akram ﷺ Ka Khwaab Mein Aana Aur Madad Karna Kaisa Hai*06
🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴
*♥️ ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ*
*♥️ السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ*
*♥️ الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ*
*👉 post 007 ✔️*
*📝SAWAL-:*
*📇 Rasool E Akram ﷺ Ka Khwaab Mein Aana Aur Madad Karna Kaisa Hai*
*✍️ JAWAB -:*
*📇 Imam Bukhari رحمة الله عليه ke Ustaaz Likhte Hain Sayyiduna Umer رضي الله عنه Ke Zamane Mein Qahat (Drought) Hua To Ek Shakhs (Zurqani etc., Mein Likha Hai Ke Woh Shakhs Hazrat Bilal Bin Haris رضي الله عنه The) Rasool E Kareem ﷺ Ki Qabr Mubarak Ke Paas Hazir Huwe Aur Arz Kiya Ya Rasool Allah ﷺ Apni Ummat Ke Liye Allah Se Barish Talab Kijiye, Qahat Ki Wajah Se Ummat Halaak Hui Jaati Hai Rasool Allah ﷺ Us Shakhs Ke Khwaab Mein Tashreef Laaye Aur Farmaya Ke Umer Ke Paas Jaao Aur Use Mera Salaam Kaho Aur Use Khabar Do Ke Tum Ko Jald Hi Barish Ataa Ki Jayegi*
📚 *حوالہ :*
*مصنف ابن أبي شيبة، جلد : 6، صفحہ : 356، روايت : 32002*
-----------------------------------------
-----------------------------------------
*📝 अल्लाह हमे अपने महबूब हुज़ूर सल्लल्लाहों अलैहि वसल्लम। के सदके इल्मे दीन सीखने समझने और अमल करने की तौफ़िक अता करे।*
*▪ امیــــــن ▪*
*🔛((((( COMING UP NEXT POST )))))*
🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼🖼
*👏🏁 गदा ए फ़कीर रज़वी क़ादरी हनफ़ी बरेलवी 🔴* *جزاک اللہ خیر*
https://chat.whatsapp.com/BlTnmJKrHakLQ0Y3Q9Q1KC
Comments
Post a Comment